Unlock Telenor 4G E5573cs-609: How to Fix No Service Issue

Telenor 4g E5573cs-609.

Telenor 4G Ke Differnt Version Ko Unlock Kerne Ke Baad No Service Ati Hai Ya Telenor Ki  Sim Kaam Naii Kertii To Dosto Ap Is Methood Ko Apnaye Aur Apni Device Ko Behtar Bnye Jis Ke Madad Se All Sim Fixed Ho Jy Ge Aur Apki Device All Sim Work Kre Ge.

Unlocking Procedure.

  1. Device On Kerna Hai Aur Huawei Driver Install Kerna Hai
  2. Uske Baad Ap Ne IP Adress Open Kernii Hai Jo Ke All Huawei Devices Ke Toor Per Hm Used Kerty Hai.
  3. IP address https://192.168.8.1/ Just Yeh Per Click Kre.
  4. Dc Unlocker Download Kerna Hai Aur Device Is Mein Detect Kerna Hai.
  5. 1st Command At^godload deni Hai Device DownloadMoad Mein Chalii Jy Ge.
  6. Firmware Extract Kre zip File Se Ap Ne Simple Flash File Run Kernii Hai.
  7. Device Flash Ho Ge Us Ke Baad Device Ko Reboot Ya Restart Kerna Hai.
  8. IS Ke Baad Device Full Unlock Ho Jy Ge Apki Thnx For Read.

Leave a Comment